Ya Rab, gham-e-hijraan mein itna to kiya hota,

Ya Rab, gham-e-hijraan mein itna to kiya hota,
Jo hath jigar per hai, woh dast-e-dua hota,

Ik ishq ka gham aafat aur is pe yeh dil aafat,
Yeh gham na diya hota ya dil na diya hota,

Nakaam-e-tamanna dil, is soch mein rehta
hai,
Yooon hota to kya hota, yoon hota to kya
hota,

Umeed to bandh jati, taskeen to ho jati,
Vaada na wafaa kartey, vaada to kiya hota,

Ghairon se kaha tum ne, ghairon se suna tum
ne,
Kuch hum se kaha hota, kuch hum se suna
hota..






"""""""""""'''"""""""""'""""""""""""'""
For More Urdu Poetry,
Like My Facebook Page.

https://facebook.com/mehroz717

Post a Comment

0 Comments