kya karo main har pal teri yaad ati hai

kya karo main har pal teri yaad ati hai ,
har lamha yeh muje jinjour jati hai.

teri har baat mujhe un pal ki yaad dilati hai ,
un ki baato ki woh meethi yaad mujhe tarpati hai .

woh teri har baat per muskurana,
har baat par teri meri ankho ka u bhar ana.

mera fazul gussa mai sharabut hona,
lakin teri baato mai kis kisam ka ranj ka ana.

main teri un ko lakar ji uthoga,
teri har meethi baato k sahare laraz uthoga.

jab jab teri woh baatein yaad mere khayalo main ayegi,
har yaad k safay per teri taswari banti chale jayegi.

ek taraf teri baato ki kitab hai,
ek taraf teri zindagi bahta aab hai.

kitna bhi karlo teri baato per main naaz,
hamesha teri pyari baato ki yaad ayegi mehnaz..

Post a Comment

0 Comments