Tumhi ko apne dil mein basaya aur basaya kuch b nahi

Tumhi ko apne dil mein basaya aur basaya kuch b nahi

Jider dekha uder tu hi nazar aya aur nazar aya kuch b nahi

Dunia walo ne be-wajah Badnaam kar diya

Main ne tu bas tera dil churaya aur churaya kuch b nahi

Bas aik tujh ko nahi khona chahate the ham

liken

Ham ne bas tujh hi ko ganwaya aur ganwaya kuch b nahi

Post a Comment

1 Comments