Apni bebasi par aaj rona sa aaya

Doosron ko nahi maine apno ko azmaaya 

Har dost ki tanhaayi door ki Lekin 

khud ko har morh par tanha hi paya..!