Kisi ko apna banana ki Justuju nahi 

Ye Baarish ka mausam aur meri tanhai Tanhai jo hai ab mere jeevan ki sachchai Jeevan main kisi ka saath na mujh ko raas aaya 

Pyaar jinko kiya unko na kabhi paya Chaha tha unhe apne jeevan se jyaada Unko apna banana ka tha mera irada Irada wade sab kuch toota 
Pyaar, ishq, mera yaar mujhse rootha 

Apne log hi dil tod ke chale jaata hain Reh jaata hai to kuch toota hua khwab, kuch sapne Sapne jo kabhi ho na sake apne 
Jeevan mein ab kisi saathi ya sahare ki aarzoo nahi 

Kisi ko apna banana ki Justuju nahi 
Kisi ko apna banana ki Justuju nahi

Post a Comment

0 Comments