Hussain Ibn Haider Pay Lakhuun Salam 

Hussain Ibn Haider Pay Lakhuun Salam 

Jin Ko Dhoke Se Kofa Bulaya Gaya Jin Ko Bethe Bithaye Sataya Gaya

Jin Ke Bacho Ko Pyasa Rulaya Gaya.

Jin Ki Garden Pe Khanjar Chalaya Gaya 

Jis Ne Haq Karbala Mai Ada Kar Diya 

Jis Ne Nana Ka Wada Wafa Kar diya 

Us Husaain Ibn-E-Haider Pe Lakhon Salam

Post a Comment

0 Comments