Tmhri aaghosh mein sar rakh k jo so jaaon kabhi,,,

Tmhri aaghosh mein sar rakh k jo so jaaon kabhi,,,
Kachi neendon mein mujhy chhu k uthana na kabhi,,,

Khuawb mein holy se muskra k jo karwat badlon,,,
Apny khuawbon k talism sy jagana na kabhi,,,

Tmhrey dil mein jo kisi or ki chahat ubhre,,,
Bhool kar bhi mujhe ye baat batana na kabhi,,,

Ye nahi kehta k hr lamha mujhy yaad rakho,,,
Per hamesha k liye hmain bhulna na kabhi...!

Post a Comment

0 Comments