Saari dunya k riwaajon se baghawat ki thi
Yaad aata hai kabhe Ham ne muhabbat ki thi

Os ko hanstay howay chorha tha magar ghar aa kar
Itna royay thai k aankhon ne shikaayat ki thi