Gila nahi jo Nasiboon ne kar diya hai juda.

sata sata ke hamein ashk_baar karti hai.
tumhaari yaad bahut beqqaraar karti hai.

Wo din jo sath guzare the pyar ke hamne.
Talaash unn ko Nazar baar baar karti hai.

Gila nahi jo Nasiboon ne kar diya hai juda.
teri judaayi bhi ab ham ko pyaar karti hai.

Kinare Bait ke Jis ke kie the qaul-o-qarar.
Nadi woh Abb bhi teraa intazaar karti hai.

Post a Comment

0 Comments