Ham ny ghazlon mein tumhyn aisy pukara Mohsin,

Ham ny ghazlon mein tumhyn aisy pukara Mohsin,
Jaisy tum ho koi qismat ka sitara Mohsin,

Aß to khud ko ßhi nikhara nahi jata ham sy,
Wo ßhi kia din thy k tujh ko ßhi sanawara Mohsin,

Apny khwaßon ko andheron k hawaly kar k
Ham ny sadqa tyri aankhon ka utaara Mohsin,

Ham ko maloom hai aß laut k aana tyra,
Gar nahi mumkin mgar phir ßhi Khudara Mohsin,

Ham to rukhsat ki ghari tak ßhi na samjhy,
Saans dyti rahi hijrat ka ishaara Mohsin...!

Post a Comment

0 Comments