kaash uss sy milny ka koi sabab Ban jaye"

kaash uss sy milny ka koi sabab Ban jaye"
"phir kiya ho k jaisa wo pehly tha ab Ban jaye"

"Rishta uss sy ho mera kuch iss tarha ka"

"main hath uthaon dua k liye wo lab Ban jaye"


"Itna to yaqeen hai wo ik din loat Aayega,
"Iss Baat ka pata nahi wo mera kab Ban jaye"


"koi ja k ussy ye mera paegam to deday,
"hukmarani kary dil par wo mera jab Ban jaye"


"Muhabbat main yun zabardasti achi nahi "AAJIZ"
"Chalo jab uss ka dill chahy wo mera tab Ban jaye".

Post a Comment

0 Comments