PIYARI SUNNATEN

Muskurana sunnat hai
Sir jhuka kr chalna sunnat hai
soty waqt SURMA lagana sunnat hai
Mehman ko men gate tak rukhsat krna sunnat hai
Salam karna sunnat hai
Khushi mein kisi se galey milna sunnat hai
Unchai pey charhte waqt ALLAH HU AKBAR kehna sunnat hai
Nechay utarte waqt SUBHAN ALLAH kehna sunnat hai

aur muslim bhai ko batana sawab ka kam hai

Farman e Mohammad S.A.W.W
meri ek sunnat ko zinda kary ga usy 100 Shahedon ka sawab mily ga
SUBHAN ALLAH

Post a Comment

0 Comments