Bohat choti si hasrat hai

Bohat choti si hasrat hai
Bohat pakiza chahat hai
Tumhare rubaru aa kar
Meri jaan bawazo ho kar
Gawa kar ke sitaron ko
Gagan ke sab kinaron ko
Faqat itna sa kehna hai

Mujhe Tum Se Mohabbat Hai

Post a Comment

0 Comments