Nazar Andaaz Hain Ghayal Pare Hain

Nazar Andaaz Hain Ghayal Pare Hain
Nazar Andaaz Hain Ghayal Pare Hain
Kai Darya Kai Jungle Pare Hain

Nazar Uthi Hai Uski Meri Janib
Kai Peshaniyon Par Bal Pare Hain

Main Uska Khat Jala Kar Aa Raha Hoon
Mere Bazo Abhi Tak Shal Pare Hain

Post a Comment

0 Comments