KAANCH Ki GURIYA
BhuLa Diya Tera Reza Reza KhayaL Maine,,,
Main Hans K Jhel Leta Hon Judai Ki Sabhi Rasmein,,,
Muhabbat Wo Wahid UstAAd Hai
Uski Qurbat Bhi Nahi Hum Ko Mayassar,,,
Us Roz Se Me Badal Gya Hoon Dard-e-Tanhai Ki QAsam,,
Aaye KaSH Ke Dam Mera NiKaL Jata UsI WaQt...