Mosam, Khushbu.. Bad,e,saba, Chand shafaq or Taron Mein....!
Bass Tere Saamnay Aankhon Ne Bharam Khol Diya
Bari Muddat Sy Chaha Hai Tumhy,
Apna Humsafar Bana Lo Mujhy,
♡~ Ittefaq Se Jab Wo ,
Chom Lete Hain Mere Mathay Ko ~♡
Khuda Kare Mere Hissay Main Ye Maqam Aaye,,,
Tujh Say Qurbat Ka Irada Hay, judai Ka Nahin