Jab Bhi Zikar Hota Hai Sakon Ka Wohi Teri Bahon Ki Talab Lag Jati Hai
Tere Siwa Kisi Ko Do Pal Na Doon Dil To Bohat Door Ki Baat Hai
Main Pagal Hoon Aur Mera Pagal Pan Ho Tum
Woh Bewafa Hai To Kia Mat Kaho Bura Us Ko Ke Jo Howa So Howa Khush Rakhe Khuda…
Woh Mujh Ko Chor Kar Jis Admi Ke Pas Gaya Barabri Ka Bhi Hota To Sabar Aa Jata…
Ta Abad Khair Hi Rahe Uski Yar Se Kia Laraiyaan Saiyaan
Us Ne Darya Mein Dal Di Ho Gi Meri Mohabbat Bhi Aik Naiki Thi