Zabardasti izzat nahi karwai jati Izzat karwane ke qabil hona parta hai
Waqaat auron mein bant dete ho Hum tumhare kuch nahi lagte kia
Muskorana kon sa mushkil kam hai Tumhein sochna hi to parta hai
Main jazab kar lon sari thakawatein teri Tu aik bar mere bazoun mein aa to sah…
Maqaam aurat woh tab jaan jaye ga Jab woh baap bane ga aik beti ka
Aankh lagte hi sada de ke jagata kyun hai Woh mere khowab ki zanjeer hilata kyun…
Duniya ka sab se ameer insan woh hai Jisay sachi mohabbat naseeb hoti hai