Aaisa lagta hai zindagi tum ho.

Aaisa lagta hai zindagi tum ho.

ajnabi jaise ajnabi tum ho.

ab koi aarzu nahi baki.

justaju meri aakhiri tum ho.

main zameen par ghana andhera hun.

Aasmaanon ki chaandni tum ho.

doston se wafa ki ummiden.

kis zamaane ke aadami tum ho.

Post a Comment

0 Comments