Bekhwab zindagi ka Paristar kon tha


Bekhwab zndgi ka Paristar kn tha

Itni udas raat main Bedaar kn tha



Kis ko ye fikar thi K mohabbat mein kiya howa

Hum is py larr rhy thy wafadaar kon tha


so kashtiyan jala k Chaly sahilon se hum

Ab tum ko kiya btayein K us paar kon tha


Ye faisla tu Waqat bhi Shayad na kar sakay

Such kon bolta tha Adakar kon tha












Post a Comment

0 Comments