Usy kehna december k palat any ki khushion main


Usy kehna december k palat any ki khushion main

Hamain b yaad rakhna tum,K hum bhi is december ki sunehri yaad e mazi ka
Aik chota sa hisa hain


Wo pal jo sath main guzray hum un lamhon ka qisa hain
So ab k bar to hum sath main tere nahi hun gay

Magar barish ki rim jim main unhi sunsaan galyun main

kabhi niklo jo tum ghar sy
hamain tum yaad kar lena
Hamain tum bhool mat jana

Post a Comment

0 Comments