Tmhri aaghosh main sar rakh k jo so jaaon kabhi,,,!!

Tmhri aaghosh main sar rakh k jo so jaaon kabhi,,,!!

Kachi neendon main mujhy chhu k uthana na kabhi,,,!!



Khuwab main holy se muskra k jo karwat badlon,,,!!

Apny khuwabon k talasim sy jagana na kabhi,,,!!



Tmhrey dil main jo kisi or ki chahat ubhre,,,!!

Bhool kar bhi mujhe ye baat batana na kabhi,,,



Ye nahi kehta k her lamha mujhy yaad rakho,,,!!

Per hamaisha k liye hmain bhulna na kabhi...

Post a Comment

0 Comments