Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya.
Pher Se Be-Sarfa Ujjarr Jane Ka Musam Aaya.
Kanj-E-Gurbat Mein Kbi Gosha-E-Zindan Mei Thay Hum.
Jan-E-Jaan Jab Bhi Tere Aane Ka Musam Aaya.
Ab Lahu Rone Ki Khawish Na Lahu Hone Ki.
Dil-E-Zinda Tere Marjane Ka Musam Aaya.
Kocha-E-Yaar Se Har Fasal Mein Guzre Hain Magar.
Shayad Aab Jaan Se Guzar Jane Ka Musam Aaya.
Koi Zanjeer Koi Harf-E-Khard Le Aaya.
Fasal-E-Gul Aai K Divane Ka Musam Aaya.
Seel-E-Khoon Shahr Ki Galiyon Mein Dar Aaya Hai FARAZ.
Aur Too Khush Hai K Ghar Jane Ka Musam Aaya.

0 Comments