Phir taaron bhari raatian hain"


Phir taaron bhari raatian hain"
 Phir khushboo ki baratein hain"

"Phir raat ka thanda anchal hai
 Aur aik bhatakta badal hai"

"Phir sawan toot k barsa hai
 Aur phir dil itna tarsa hai"

"Phir duniya k jhamelon mai
 Phir zindagi k mailon main"

 "Ap ki yaad ki shehnai hai"
 Bus mai aur meri tanhai hai"

 "Bus mai aur meri tanhai hai"

Post a Comment

0 Comments