Sunoo yaroo raaz hmara Bana tha koi hmraaz hmara

Sunoo yaroo raaz hmara
Bana tha koi hmraaz hmara

Aankhen uski jadu then
Baten uski jadun then
Woo lfzon k teer chlata tha
Or dill main utrta jata tha
Wo pyar k deep jlata tha
Sb rstoon ko mehkata tha
Mera naam wo jpta rehta tha
Mujhy ghnton tkta rehta tha
Hathon main lekr hath mera
Mujh ko kehta rehta tha
Tery honton ka til tu qatil hai
Teri zulfen nagn jesi hain
Joo mujh ko dsti rehti hain
Teri pail, kngan, or kajl
Mery dil ko bohta staty hain
Meri dhrkn ko brhaty hain
Mujhy hr pl q trpatey hain?
Kuch kehny py uksaty hain
Koi pyar ka geet sunaty hain
Joo tujh ko sunana chahta hun
Main bs kr tujh main (Tara g)
Tujh ko pana chahta hun
Tujhy apna bnana chahta hun
Tujhy khod main bsana chahta hun..
Ye hai yaroo raaz hmara
Bna tha kbhi jo jeny ka shara....


Poet : Tahira arain

Post a Comment

0 Comments