Tu ny samjha tha k Main loat k Aa jaon ga,

Jaltey honton py tabasum jo machlta hy kabhi,
:
Zkham dhul jaty hain sawan jo barsta hy kabhi,
:
Main ne sochon me trashey hain khadokhal tere,
:
Mere bary me bata tu ne B socha hy kabhi?
:
Chartey suraj sey kabi tu ne milai hy nazr?
:
Tu ne Sahil ki tarf ghor sy dekha hy kabhi?
:
Log pathar mai khilatey hain umidon k Gulab,
:
ye B mumkin hy bta aisa b hota hy kabhi?
:
Tu ny samjha tha k Main loat k Aa jaon ga,
:
Aankh se bichra hua ashk b lota hy kabhi.....??

Post a Comment

0 Comments