Hath hathon main jab tumhara tha.

Hath hathon main jab tumhara tha.
khwab Woh Zindagi sey piyara tha.

main ne deke the khwab main anso.
Yeh bhi Shaaied Koiye Ishaaraa tha.

jo abhi Aasmaan se abhi tootta hay.
Woh Merey Bakht kaa Sitaaraa tha.

Tum Mujhe Ghair hi Samajh leitey.
Mujh ko Yeh bhi Sittam gawara tha.

Aik Qadam Bhi Barrhaa nahi Koiye.
Main ne Kiss Aass sey pukara tha.

Dar raha thaa Jo Bheerrh se Aatif.
Uss ko Tanhaaiyoon ne mara tha.

Post a Comment

0 Comments