Laboon pe phool khiltey hain kissi ke naam se pehle.

Laboon pe phool khiltey hain kissi ke naam se pehle.
diloon ke deep jaltey hain charagh-e-sham se pehle.

kabhi mazar badaley par bhi Qissa chal naheen part.
Kahaani khattam hootti hay kabhi Anjaamm se pehle.

Yahi Taare tumhaari aankh ki chilman Main rehte the.
Yahi Sooraj Nikaltaa thaa Tumhaarey baam se pehle.

Hoyi hay sham jangal main parindey lowt the honge.
Ab in ko kis tarah Rookein Nawah -e- Daam se pehle.

yeh saare rang murda the tumhari shakal ban ne tak.
yeh saarey hart muhmal the tumhare naam se pehle.

Howa hay Wo Agar munsif tu AMJAD Ihtiyaatan ham.
Sazzaa tassleem kartey hain Koyi Ilzaam sey pehley.

Post a Comment

0 Comments