Mohabat tark ki main nay garaiban si liya may nay?.! 

Mohabat tark ki main nay garaiban si liya may nay?.!
Zamanay ab to khush ho zehr ye bhi pi liya may nay..!

Abhi zinda hoon lekn sochta rehta hoon khilvat may?! 
K ab tak kis tamana kay saharay jee liya may nay?.! … 

Tumhainy apna nahi skta mager itna bhi kiya kam hai..! 
K kuch mudat haseen khaobon k saharay jee liya may nay..! 

Bus ab to daman-e-dil chor do bekaar umeedo?.! 
Bahot dukh saih liye may nay 
bahot din jee liya may nay.

Post a Comment

0 Comments