tu agar chorr ke jata hay tu kiya.

Aankh jab band kiya kartey hain.
Saamney aap howaa karte hain.

Aap jaissa hi mujhey lagtaa hay.
Khwab main jis se mila karte hain.

tu agar chorr ke jata hay tu kiya.
Haadsey Rooz howa kartey hain.

Naam un ka naa koyi un ka pata.
Loog jo dil main rahaa karte hain.

Ham ne RAHI ka chalan sikha hay.
Ham akeley hi chalaa kartey hain.

Post a Comment

0 Comments