Khon Se Charagh Deen Ka Jalaya Hussain Ne

Khon Se Charagh Deen Ka Jalaya Hussain Ne
Rasam e Wafa Ko Khob Nibhaya Hussain Ne

Khud Ko To Eik Bhond Bhi Pani Na Mil Saka
Karbala Ko Khon Pilaya Hussain Ne

Aese Naman Kon Paray Ga Jahan Me
Sajda Kia To Sar Na Uthaya Hussain Ne

Post a Comment

0 Comments