Tumhare bin adhore hein

Suno…!
“Kaise” kahain” Tum ko,
k “tmharay”bin “adhoray”hain,
Na koi pyas hy baqi
Na koi drd uthta ha
Haan!
Mgr EHSAS hy baqi k,
Ap k bin adhore hain!!
koi aisa lafz hota jo,
zuban se hm ada krte
tumharay dil pe ja girta
dukh se kaanp uthti rooh
Tarp k tum b yeh kahte,
“Tumhare bin adhore hein

Post a Comment

0 Comments