Ek khwab ajab sa daikha tha,

Ek khwab ajab sa daikha tha,

Hum us Din se bezaar Piya,



Ab nend bhi Hum se roth gai,

Phr kesey ho Dildar Piya,



Ab keh dalo to behtar hai,

Jo krna hai iqrar Piya,



Dil Ghum se hi phat jaye ga,

Kr daina na inkar Piya,



Un ashkon ko un Ankhon ki,

Na rok sakey Dewar Piya...!!!

Post a Comment

0 Comments